Saturday, May 5, 2007

umang amin

24 comments:

umang amin said...

Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
…. Toh itihaas banaati hai !

umang said...

Chaha ta jise jindgi ki tarah
mila wo aasna bhi aaj ajnabee ki tarah
kabhi yeh na socha tha jiske liye
karega woh sitam har kisi ki tarah
badha ke PYAAS , haath kheech liya
ki woh MURAVVAT bhi kar raha tha DILLAGI ki tarah........

way2surch said...

Mohabbat ka matlab intzaar nahi hota, Har kisi ko dekhna pyar nahi hota, Yu to milta hai roz mohabbat-e-paigam, Pyar hai zindgi jo har baar nahi hota…….! !! ************

way2surch said...

Do you want to express how much your friendship value to you but don’t have any words to say? Here are some heart touching friendship messages you can send to your friends and express how much you value your friendship: ———————– Not every bird can dance, but peacock did that. Not every flower can represent LUV, but Rose did that. Not every Friend can [...]

umang said...

Jo sab dete hain wo hum nahi denge
Pyar jab bhi denge kam nahi denge
Yakeen na ho to aazma lena
Zindagi mein aapko kabhi,
Gam nahi denge

umang said...

Aapko jaante nahi, per chahate hain hum.....Din bhar dhoodhte nahi, per sochte hain hum.......Aaapke dil mein rehte nahi, per tumhare hain hum......Tumko shayad paayenge nahi, per apnayenge hum........Zindege main shayad kabhi mil na paao,bas bichar jaaoge tum......Shayad humare na ban paao, per muskuraoge tum........Raat andheri hogi, phir-bhi jhilmilaoge tum.....Humein aur koi nahi, bas yaad aao ge tum..........................

umang said...

30. Bikhre aansu ke moti hum piro na sake,
Teri yaad me saari raat so na sake.
Beh na jaye aansu me tasvir teri,
Bus yahi soch kar hum ro na sake.....

umang said...

26. KOI VADA NAHI PHIR BHI TERA INTEZAR HAI,
JUDAI KE BAAD BHI TUJHSE PYAAR HAI,
TERE CHERE KI UDASSI DE RAHI HAI GAWAHI,
MUJHSE MILNE K LIYE TU BHI BEKRAR HAI.

umang said...

16. raat kya chali gayi .. sitare chale gaye,,,,,
gairon se kya gila jub apne chale gaye,,,,,,
jeet to sakte the ishq ki bazi hum bhi,,,,
par unhe jitane ki liye... hum harte chale agye....

umang said...

Hame itna pyar mat karna
ki duniya me mashhoor ho jaye
aur na hi itna bewafa banana ki,
ham duniya ko chodne ke liye majboor ho jaye

umang said...

Bada armaan tha Unke saath zindagi bitane ka
Shiqwa hai bas unke khamosh rah jane ka
Deewangi is se bad kar kya hogi
Aaj bhi Intezaar hai unke aane ka

umang said...

Dil ki galiyon mein koi Gham na ho
Hamari ye mohabbat kabhi Kam na ho
Bus yehi hai dua ki tum khush raho
Kya pata Kal hum Ho na ho

umang said...

Har qarz Mohabbat ka ada kaun karega
Jab hum hi nahi rahenge to Mohabbat kaun karega
E khuda meri mohabbat ko Salamat rakhna
Warna mere jeene ki dua kaun karega

umang said...

Ya dil pyar ke qabil na raha, Koi bhi izhar ke qabil na raha,Is dil main bas gayi dosti aapki ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha!kal ho na ho..aj tu hai…aaj ho na ho…ya pel tu hay..ya pal ho na ho..hum tu hian…hum ho na ho..humari dosti tu hay…

umang said...

Sabhi ko sabh kuch nahi milta, nadi ki har lehar ko sahil nahi milta, yeh dil walon ki dunia hai dost, kisi se dil nahi milta to koi dil se nahi milta.

umang said...

Ya dil pyar ke qabil na raha, Koi bhi izhar ke qabil na raha,Is dil main bas gayi dosti aapki ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha!kal ho na ho..aj tu hai…aaj ho na ho…ya pel tu hay..ya pal ho na ho..hum tu hian…hum ho na ho..humari dosti tu hay…

umang said...

Ummido ki shama dil me mat jalana,is jahan se alag duniya mat basana,aaj bas mood me tha to SMS kar diya,par roj intezar me palke mat bichana!

umang said...

Thukra ke usne mujhko,kaha ki muskuraao!Maine has diya,aakhir sawal uski khushi ka tha.Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,Usne khoya wo jo sirf usi ka tha

umang said...

Kisiko apna banane me der lagti hai, ek vada nibhane me der lagti hai, pyar to pal bhar me ho jata hai, magar unhe bhulane me umar lagti hai…. ***************** Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the, yaad unhe din rat kiya karte the, ab un raho se guzra nahi jata, jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!

umang said...

Shayad Main kabil nahin tha yaar tere pyar ke
par faqt haqdar tha ek pyar bhare inkar ke

umang said...

tum door sahin par teri sanson ka ehsaas ab bhi meri sanson mein hain
Tu meri jndagi mein ab nahin par tu hi tu mere khayalon mein hain
Tumhe bhool jate hum magar tu mahfilon mein hain tanhayion mein hain
Tujh se gila ab kya karen tu hi sawalaon mein hain jawabon mein hain

umang said...

ishq dariya hai jiska sahil nahi hota,
har dil mohabbat ke kabil nahi hota,
rota wo bhi hai jo duba ishq-e-sagar mein,
rota wo bhi hai jise ishq hasil nahi hota

way2surch said...

aa

way2surch said...

Hum nay kabhi socha nhi, kya khoya kya paayaa hai,
Duniyaa say dhokha khaaney kee aadat see ho gayi,